Waqt Ka jungle Lyrics in Hindi: The Latest Hindi song from movie Dobaaraa (2022), sung by Armaan Malik and music composed by Gaurav Chatterji while Waqt Ka Jungle lyrics are written by Hussain Haidry. Music video directed by Anurag Kashyap. Starring Taapsee Pannu.
Waqt Ka Jungle Song Details:
| Song: | Waqt Ka Jungle |
| Movie: | Dobaaraa |
| Singer: | Armaan Malik |
| Lyrics: | Hussain Haidry |
| Music: | Gaurav Chatterji |
| Label: | Saregama Music |
Waqt Ka Jungle Lyrics in Hindi
|
|
Follow Armaan Malik
on Bandsintown
|
|
वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा ||
घूमे गलियों में गोल गोल ज़िंदगी,
मिले जो भी लगे ज़रा ज़रा अजनबी,
और नज़रें ढूँढे राह दिखाने वाला सितारा,
वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा ||
क़दम क़दम ये दम दम,
सवालों में खोया चला जाए है,
क़दम क़दम ये दम बा दम,
अंधेरों में डूबा चला जाए है ||
सवालों में खोया अंधेरों में डूबा,
चला जाए है चला जाए है ||
फिरे तन्हा मुसाफिरों सा गमजदा,
सुनी रात भर आहटों की ये सदा ||
और रात कहे सब हाँ ना आएगी दोबारा,
वक़्त के जंगल में खोया है इक बंजारा
More Songs of Dobaara:
वहम Veham
|
|
Follow Armaan Malik
on Bandsintown
|
|
Music Video of Song Waqt Ka Jungle:
Waqt Ka Jungle Lyrics
Waqt Ke Jangal Mein Khoya Hai Ik Banjaara ||
Ghoome Galiyon Mein Gol Gol Zindagi,
Mile Jo Bhi Lage Zara Zara Ajnabi,
Aur Nazarein Dhoondhe Raah Dikhaane Waala Sitaara,
Waqt Ke Jangal Mein Khoya Hai Ik Banjaara ||
Qadam Qadam Ye Dam Dam,
Sawaalon Mein Khoya Chala Jaaye Hai,
Qadam Qadam Ye Dam Ba Dam,
Andheron Mein Dooba Chala Jaaye Hai ||
Sawaalon Mein Khoya Andheron Mein Dooba,
Chala Jaaye Hai Chala Jaaye Hai ||
Phire Tanha Musaafiron Sa Gamzada,
Suni Raat Bhar Aahaton Ki Ye Sada ||
Aur Raat Kahe Sub Haan Naa Aayegi Dobaara,
Waqt Ke Jangal Mein Khoya Hai Ik Banjaara
Thanks for joining Lyricsveer, we hope you understand Waqt Ka Jungle Hindi Lyrics. So please share it with your friends and family. we will continue to bring you the lyrics of all new songs in the same way.




